Arz kiya hai Lyrics In Hindi:- Kaayar jo the, woh shaayar bane, Ab kya-kya karen, ye ishq mein, Naa kehte the kuchh jo, lage khoj mein, Kya lafz chune, naye aashiq ye……..
Table of Contents
Arz Kiya Hai Song Details
Song: Arz Kiya Hai
Written, Composed, and Performed By: Anuv Jain
Producer: Lost Stories
Additional Production and Additional Vocals: Sarthak Kalyani
Backing Vocals: Solomon Konwar Rengma, Anahita Singh
Acoustic Guitars, Electric Guitars, Charango, Bass Guitars: Keba Jeremiah
Harmonium: Lalit Sisodiya
Electric Guitar: Angad Bahra
Bass Guitar: Vivian D’Souza
Mixed by Rishab Joshi (Lost Stories), Mukul Jain, Mastered by Mukul Jain
Music label:- Coke Studio India
Arz Kiya Hai Video Song
Arz Kiya Hai Lyrics In Hindi
कायर जो थे, वो शायर बने
अब क्या-क्या करें ये इश्क़ में
ना कहते थे कुछ जो, लगे खोज में
क्या लफ़्ज़ चुने, नए आशिक़ ये
इश्क़ में तेरे हैं फ़ैज़ बने
अर्ज़ किया है
हमने भी लिखा कुछ तेरे बारे में है
ऐसे तू लगे कि ग़ुलाब है
और ऐसे तू लगे कि ग़ुलाब है
बागों में दिल के खिलके इन फ़िज़ाओं में छाए हो, हाय
और वैसे हम तो तेरे ही ग़ुलाम हैं
और वैसे हम तो तेरे ही ग़ुलाम हैं
बादशाह दिल के तेरी बाज़ी में जो तू चाहे तो
डूबे दिलों की क्या नाव बनूँ?
मैं ख़ुद तैर पाऊँ ना आँखों में
शायर की फ़ितरत में ही डूबना
मैं क्या ही लड़ूँ तूफ़ानों से
इश्क़ में तेरे हैं फ़ैज़ बने
अर्ज़ किया है
हमने भी लिखा कुछ तेरे बारे में है
हाथों को संभालें मेरे हाथों में
कैसे हाथों को संभालें मेरे हाथों में
जब तक नींद ना आए, इन लकीरों में बातें हो, हाय
हाँ, सब ने तो सब कह दिया है
क्या ही कहूँ जो अभी भी अनकहा है
मैं, हाय, ना मिर्ज़ा, ना मीर, ना माहिर, ना ज़ाहिर
करूँ कुछ नया मैं
हाय, पर जो भी लिखा है, जिया है
हाँ, जिया है
ऐसे, ऐसे, ऐसे, कैसे, वैसे, जैसे
जैसे मैं पढ़ूँ मेरे दिल में जो
मेरी आँखें भी पढ़ें तेरी आँखों को
क्या यह महफ़िल में बैठें या उठें
दौड़ जाने को? हाय
तेरी आँखों में तारीफ़ों की तलाश है
मेरी महफ़िल तेरे जाने से वीरान है
मैं बस शायर बना हूँ
सिर्फ़ तू सुनने आए तो
शायद शायर बना हूँ सिर्फ़ तू सुनने आए तो
Arz Kiya Hai Lyrics In English Font
Kaayar jo the,
woh shaayar bane
Ab kya-kya karen
ye ishq mein
Naa kehte the kuchh jo,
lage khoj mein
Kya lafz chune,
naye aashiq ye
Ishq mein tere
hain Faiz bane
Arz kiya hai,
humne bhi
Likha hai kuchh tere baare mein hai
Aise tu lage ki gulaab hai
Aur aise tu lage ki gulaab hai
Baaghon ke dil mein khilke
In fizaaon mein chhaye ho, haaye
Aur waise
hum toh tere hi ghulaam hain
Aur waise
hum toh tere hi ghulaam hain
Baadshah dil ke, teri baazi mein jo tu
Chaahe toh
Doobе dilon ki kya naav banoon?
Main khud tair paaoon naa aankhon mein
Shaayar ki fitrat mein hi doobna
Main kya hi ladoon toofanon se
Ishq mеin tere hain Faiz bane
Arz kiya hai, humne bhi
Likha hai kuchh tere baare mein hai
Haathon ko sambhale mere
haathon mein
Kaise haathon ko sambhale
mere haathon mein
Jab tak neend naa aaye,
in lakeeron mein
Baatein ho, haaye
[Sargam] (Haan..Aaahann)
Haan,
sab ne toh sab keh diya..hai
Kya hi kahoon jo
abhi bhi ankaha hai
Main,
haaye,
naa Mirza, naa Mir,
naa Mahir, naa Zaahir
Karoon kuchh naya main
Haaye,
par
jo bhi likha hai, jiya hai
Haan, jiya hai
Aise,
aise,
aise, kaise, waise, jaise
Jaise main padhoon
mere dil mein jo
Meri aankhein bhi
padhein teri aankhon ko
Kya yeh mehfil mein baithein?
Ya uthein Daud jaane ko? Haaye
Teri aankhon mein
taareefon ki talaash hai
Meri mehfil
tere jaane se veeraan hai
Main bas shaayar bana hoon
Sirf tu sun’ne aaye toh
Shaayad shaayar bana hoon
Sirf tu sun’ne aaye toh



