Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics In Hindi:- एह हे…… आआआआआ……, ओह हूऊ…. हूऊ…., आ हाआआआ…… हाआआआ, ऊऊ…….., तारों का चमकता गहना हो.., फूलों की महकती वादी हो..
Table of Contents
Song Details
Song – Taaron Ka Chamakta
Film – Hum Tumhare Hain Sanam
Singer – Bali Brahmabhatt, Udit Narayan
Lyricist – Sameer
Music Director – Bali Brahmabhatt
Artist – Shah Rukh Khan, Salman Khan, Madhuri Dixit, Atul Agnihotri, Aloknath
Label – T-Series
Video Song
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics In Hindi
एह हे…… आआआआआ……
ओह हूऊ…. हूऊ….
आ हाआआआ…… हाआआआ……
हूऊऊ……..
तारों का चमकता गहना हो..
तारों का चमकता गहना हो..
फूलों की महकती वादी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
तारों का चमकता गहना हो..
फूलों की महकती वादी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
यह फूल तुम्हारे ज़ेवर हैं..
यह चाँद तुम्हारा आईना..
तुम जब ऐसे शर्माते हो..
दूल्हे का धड़कता है सीना..
हर आईना तुमको देखे..
तुम तो ऐसी शहज़ादी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
मेरी बहना है फूल बहारों का.
मेरी बहना है नूर नज़रों का.
मेरी बहना के जैसी कोई बहना नहीं.
बिना इसके कहीं भी मुझे रहना नहीं.
जैसे हैं चाँद सितारों में.
मेरी बहना है एक हज़ारों में.
हम जैसे भोले भालों की.
यह दुनिया तो है दिलवालों की.
यह दुनिया तो है दिलवालों की..
यह दुनिया तो है दिलवालों की..
तारों का चमकता गहना हो..
फूलों की महकती वादी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
खुशियों के महलों में बैठो..
कोई गम ना तुम्हारे पास आए..
ना उम्र का पेहरा हो तुम पे..
मेरे दिल की दुआ यह रंग लाए..
रब हंसता हुआ रखे तुमको..
तुम तो हंसने की आदी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
तारों का चमकता गहना हो..
फूलों की महकती वादी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
तारों का चमकता गहना हो..
फूलों की महकती वादी हो..
उस घर में खुशहाली आए..
जिस घर में तुम्हारी शादी हो..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics In English
Eh hey…… Aaaaaa……
Oh Hooo…. Hooo….
Aa Haaaaa…… Haaaaa……
Hooooo……..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho..
Phoolon Ki Mahekti Vaadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho..
Phoolon Ki Mahekti Vaadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..
Yeh Phool Tumhaare Zevar Hai..
Yeh Chaand Tumhaara Aaina..
Tum Jab Aise Sharmaati Ho..
Dulhe Ka Dhadakta Hai Seena..
Har Aaina Tumko Dekhe..
Tum To Aisi Shehzadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..
Meri Behna Hai Phool Bahaaron Ka.
Meri Behna Hai Noor Nazaaron Ka.
Meri Behna Ke Jaisi Koi Behna Nahin.
Bina Iske Kahin Bhi Mujhe Rehna Nahin.
Jaise Hai Chaand Sitaaron Mein.
Meri Behna Hai Ek Hazaaron Mein.
Hum Jaise Bhole Bhaalon Ki.
Yeh Duniya To Hai Dilwaalon Ki.
Yeh Duniya To Hai Dilwaalon Ki..
Yeh Duniya To Hai Dilwaalon Ki..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho..
Phoolon Ki Mahekti Vaadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..
Khushiyon Ke Mehlon Mein Baitho..
Koi Gham Na Tumhaare Paas Aaye..
Na Umr Ka Pehra Ho Tum Pe..
Mere Dil Ki Dua Yeh Rang Laaye..
Rab Hasta Hua Rakhe Tumko..
Tum To Hasne Ki Aadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho..
Phoolon Ki Mahekti Vaadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..
Taaron Ka Chamakta Gehna Ho..
Phoolon Ki Mahekti Vaadi Ho..
Us Ghar Mein Khushaali Aaye..
Jis Ghar Mein Tumhaari Shaadi Ho..



